Love Shayari | Best Hindi shayari - Romantic Shayari
Love shayari- If you want to get more Love shayari in
hindi and English text then Shayari feelings is the best place visit, share this romantic shayari with your friends and Loved ones. We will upload more
if you like our shayaris.
Love Shayari, Teri Mohabbat Ke Liye
Nazre
Karam Mujh Par Itna Na Kar,
Ki Teri Mohabbat Ke Liye Baagi Ho Jaaun,
Mujhe Itna Na Pila Ishq-E-Jaam Ki,
Main Ishq Ke Jahar Ka Aadi Ho Jaaun.
Ki Teri Mohabbat Ke Liye Baagi Ho Jaaun,
Mujhe Itna Na Pila Ishq-E-Jaam Ki,
Main Ishq Ke Jahar Ka Aadi Ho Jaaun.
नज़रे करम मुझ पर इतना न कर,
की तेरी मोहब्बत के लिए बागी हो जाऊं,
मुझे इतना न पिला इश्क़-ए-जाम की,
मैं इश्क़ के जहर का आदि हो जाऊं।
की तेरी मोहब्बत के लिए बागी हो जाऊं,
मुझे इतना न पिला इश्क़-ए-जाम की,
मैं इश्क़ के जहर का आदि हो जाऊं।
Romantic shayari ,Sirf Tumhare Ho Jaye
Hamen
Seene Se Lagakar Hamari Sari Kasak Door Kar Do,
Ham Sirf Tumhare Ho Jaye Hamen Itna Majaboor Kar Do.
Ham Sirf Tumhare Ho Jaye Hamen Itna Majaboor Kar Do.
हमें सीने से लगाकर हमारी सारी कसक दूर कर दो,
हम सिर्फ तुम्हारे हो जाऐ हमें इतना मजबूर कर दो।
हम सिर्फ तुम्हारे हो जाऐ हमें इतना मजबूर कर दो।
Beintha Mohabbat , Hindi shayari
Ghayal
Kar Ke Mujhe Usne Poochha,
Karoge Kya Phir Mohabbat Mujhse,
Lahoo-Lahoo Tha Dil Mera Magar
Honthon Ne Kaha Beintha-Beintha.
Karoge Kya Phir Mohabbat Mujhse,
Lahoo-Lahoo Tha Dil Mera Magar
Honthon Ne Kaha Beintha-Beintha.
घायल कर के मुझे उसने पूछा,
करोगे क्या फिर मोहब्बत मुझसे,
लहू-लहू था दिल मेरा मगर
होंठों ने कहा बेइंतहा-बेइंतहा।
करोगे क्या फिर मोहब्बत मुझसे,
लहू-लहू था दिल मेरा मगर
होंठों ने कहा बेइंतहा-बेइंतहा।
Love shayari ,Tere Aaspas Rahun
Nahin Hai Ab Koi
Justaju Is Dil Mein E Sanam,
Meri Pahli Aur Aakhiri Aarzoo Bas Tum Ho.
Meri Pahli Aur Aakhiri Aarzoo Bas Tum Ho.
नहीं है अब कोई जुस्तजू इस दिल में ए सनम,
मेरी पहली और आखिरी आरज़ू बस तुम हो।
मेरी पहली और आखिरी आरज़ू बस तुम हो।
Har Khushi Aapke Naam Kar Di, Hindi shayari
Khade-Khade Sahil
Par Hamne Shaam Kar Di,
Apna Dil Aur Duniya Aap Ke Naam Kar Di,
Ye Bhi Na Socha Kaise Guzaregi Zindagi,
Bina Soche-Samjhe Har Khushi Aapke Naam Kar Di.
Apna Dil Aur Duniya Aap Ke Naam Kar Di,
Ye Bhi Na Socha Kaise Guzaregi Zindagi,
Bina Soche-Samjhe Har Khushi Aapke Naam Kar Di.
खड़े-खड़े साहिल पर हमने शाम कर दी,
अपना दिल और दुनिया आप के नाम कर दी,
ये भी न सोचा कैसे गुज़रेगी ज़िंदगी,
बिना सोचे-समझे हर ख़ुशी आपके नाम कर दी।
अपना दिल और दुनिया आप के नाम कर दी,
ये भी न सोचा कैसे गुज़रेगी ज़िंदगी,
बिना सोचे-समझे हर ख़ुशी आपके नाम कर दी।
Mere Hontho Par Lafz Bhi
Mere Hontho Par
Lafz Bhi Ab Teri Talab Leke Aate Hain,
Tere Jikr Se Mahkte Hain Tere Sajde Me Bikahar Jate Hain.
Tere Jikr Se Mahkte Hain Tere Sajde Me Bikahar Jate Hain.
मेरे होंठो पर लफ्ज़ भी अब तेरी तलब लेकर आते हैं,
तेरे जिक्र से महकते हैं तेरे सजदे में बिखर जाते हैं।
तेरे जिक्र से महकते हैं तेरे सजदे में बिखर जाते हैं।
Mere Naam Se Tere Naam Ko Jode
Ham To Teri
Aawaaz Se Pyar Karte Hain,
Tassavur Main Tere Tanhaiyon Se Pyar Karte Hain,
Jo Mere Naam Se Tere Naam Ko Jode Zamane Wale,
Un Charchon Se Ab Ham Pyar Karate Hain.
Tassavur Main Tere Tanhaiyon Se Pyar Karte Hain,
Jo Mere Naam Se Tere Naam Ko Jode Zamane Wale,
Un Charchon Se Ab Ham Pyar Karate Hain.
हम तो तेरी आवाज़ से प्यार करते हैं,
तस्सवुर में तेरे तन्हाइयों से प्यार करते हैं,
जो मेरे नाम से तेरे नाम को जोड़े ज़माने वाले,
उन चर्चों से अब हम प्यार करते हैं।
तस्सवुर में तेरे तन्हाइयों से प्यार करते हैं,
जो मेरे नाम से तेरे नाम को जोड़े ज़माने वाले,
उन चर्चों से अब हम प्यार करते हैं।
Aisa Kya Bolun
Aisa Kya Bolun Ki
Tere Dil Ko Chhoo Jaye,
Aisi Kisse Dua Maangu Ki Tu Meri Ho Jaye,
Tujhe Paana Nahin Tera Ho Jaana Hai Mannat Meri,
Aisa Kya Kar Doon Ki Ye Mannat Poori Ho Jaye.
Aisi Kisse Dua Maangu Ki Tu Meri Ho Jaye,
Tujhe Paana Nahin Tera Ho Jaana Hai Mannat Meri,
Aisa Kya Kar Doon Ki Ye Mannat Poori Ho Jaye.
ऐसा क्या बोलूं कि तेरे दिल को छू जाए,
ऐसी किससे दुआ मांगू कि तू मेरी हो जाए,
तुझे पाना नहीं तेरा हो जाना है मन्नत मेरी,
ऐसा क्या कर दूं कि ये मन्नत पूरी हो जाए।
ऐसी किससे दुआ मांगू कि तू मेरी हो जाए,
तुझे पाना नहीं तेरा हो जाना है मन्नत मेरी,
ऐसा क्या कर दूं कि ये मन्नत पूरी हो जाए।








Comments
Post a Comment